Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 25 years old, Sambrial, Sialkot
Taqreeban 2 month se mujhe khansi ka masla tha jo k mbbs dr se medicen li to khansi to thek ho gai laikin saans wali naali mein abi b infection sa mehsoos hota hai or khaas tor pe jab field duty pe hota hon ya zeada dair surgical mask lagane se ya koi thanda pani waghira peene se. Or خلق mein raisha b bohat tang karta hai. Ghar pe rehne se saans laine mein koi khas masla nahi hota. Fresh xry attach kar raha hon. Plz guide kar dain. Or 6 saal pehle TB ki medicen b khaai thi 9month. Tab se ab tak kabi khansi nahi hui.
Member
Anonymous User
Dear Member,
Your query has been approved and the relevant doctor has been tagged. You will receive the answer soon.
You can also discuss your issue with GP via video call for just Rs. 30. If you want to book an appointment with a GP, please visit this link:
https://www.marham.pk/online-consultation/general-physician
Thank you.
what medicine are you taking
Member
abi to koi b medicen nahi lay raha. khansi k liay dr ne shyrup or tablets di thi jo 5 din use ki thi bus.
2 years ago
nazla zukam tou nahi hota bar bar AP ko?
Koi Allergy waghira tou nahi ap ko?
start
tab myeteka 10 mg
1 rozana 30 days
tab Xylor 10 mg
1 rozana 10 din
gard aw gobar say bacha karein
2 years ago
Member
khana khate huay naak se pani aata hai kai dafa kai dafa waise b thora sa aata. hai zeada tar sardi mein ye naak se pani aane wala masla hota hai zukam type. to ye medicen use kar lo jo aap ne likhi hai?
2 years ago
X ray to theek hai,agar fever ho to Tab.azomax 500mg daily for 10 days and panadol cf one tab three times a day aur tab deltacortil 5mg subha dophir sham plus syp siroline 2 chamch subha dophir sham khanay kay bad lain
Member
bukhar to bilkul nahi hota sirf saans ki naali mein infection mehsoos hota hai thora or halaq mein raisha tang karta hai. neeche Dr. hassan ne medicen suggest ki hai plz zara daikh k bta dain ik dafa final k konsi medicen use karon. plz
2 years ago
39 Positive Reviews