Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Female 27, ancholi karachi
mujha 2years Sa khansi Hai aur yeh soote waqat zyada hojate Hai Hai warna Baki time bohat kam par hote Hai aur Kabhi Kabhi throat ma itching b hojate aur eye ma b pani aur jalan Jalan Sa hota Hai yeh Sab Meri pregnancy horaha Hai
ok dear
all u have to do is to relax n calm down
apko khansi k sath koi or masla hy like fever weight loss chest pain ?
ap is waqt kesa mehsos kr rahi hy ?
pregnancy ka konsa week hy ?
Member
2year pahle Meri pregnancy hoi Thai tab Sa mujha cough Hai aur ab mujha lag raha ke mujha pahle asthma bohat kam that ab zyada hogaya Hai asthma
2 years ago