Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male, 31 Years old, Rawalpindi
Aoa kaya app mery madad kar sakte pls check the picture and suggest thanks pain koiy nahi
or jaga ha . ha gutli
minor surgery is its solution,agar bura lagta ho tou,warna koi dangerous nahen ha.Allah kareem.
yeh dorsal ganglion hai.
harmless hai.
agar aap ko dekhnay mey bura lagta hai tou general surgeon iss ki surgery kar sakta hai, lekin surgery key baad dobara honay key chances hain.
Member
Sir koi nahi.
2 years ago