Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to General Physician on Thakan In Both Legs. Anxiety.

person-avatar

Asking For Self, Male 29, manga mandi lahore

mujhy dono paoon me be had thakan hi. bethy hue bhi aur chalty hue tu dil karta ruk jai. asa lgta k agey nai chal pao ga. bht tension and preshani hai. pta nai lag raha k hai kia. please help and advice problem and solutions

General Physician in Mardan - Asst. Prof. Dr. Shahid Iqbal

Asst. Prof. Dr. Shahid Iqbal - General Physician

MBBS, PGD,DMJ ,FCPS (Medicine) | Mardan

review-stars

11 Positive Reviews

ap ka kiya kam ha.kis shobay sa wabasta ha.
rahtay kaha ha.
gawo ya shahar.


1

0

Member

Member


kaam marketing ka hai.rehta lahore hn aur permanent address okara village hai.

2 years ago

General Physician in Mardan - Asst. Prof. Dr. Shahid Iqbal
Asst. Prof. Dr. Shahid Iqbal - General Physician

MBBS, PGD,DMJ ,FCPS (Medicine) | Mardan | Book Appointment

review-stars 2 Positive Reviews

ok ap chalna bike ziyda hoga.
pani bohot peyyan.
hasla hal ho jay ga.
tab qalsan d 1 roxana.
tab eksta 1 roxana.
tab neubrol fort 1 0 1 3 din

2 years ago

Family Medicine in Lahore - Dr. Rabia Noor

Dr. Rabia Noor - Family Medicine

MBBS, HAAD, MRCGP | Lahore

review-stars

144 Positive Reviews

Thanks for sharing ur concern. Kab say thakaan hai ? Dard bhi hota hai ? Paon numb bhi mehsoos hotay hain ? Legs main bhi hai ? Hath main bhi thakaan hoti hai ? Raat main neend theek aati hai ? Pehlay koi tests karway hain ?


0

0

Member

Member


4 din se
yes on all questions
neend ati hai
test nai koi karwaya

2 years ago

Family Medicine in Lahore - Dr. Rabia Noor
Dr. Rabia Noor - Family Medicine

MBBS, HAAD, MRCGP | Lahore | Book Appointment

review-stars 89 Positive Reviews

Okay, a complete evaluation is needed. You may book an online appointment for that.

2 years ago

General Physician in Karachi - Dr. Rais Burni

kuch cheezon ki kami ha ,kisi G P sy rabta kar lenn,bilkul theek ho jae ga ,inshahAllah.Allah kareem


0

0

Attach Photo here: