Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to General Physician on Weakness In Body

person-avatar

Asking for Self, Female, 31 years old, Karachi

Salam. Mujhe kuch din se bht weakness horahi hai like 3 ya 4 din se. Pehle to halki phulki runny nose thi lekin ab esa lagta hai k nazla right nose per jam gaya hai jiski waja se right side per halka headache bhi hai... Bhukar ya khansi bilkul nahi hai or na travel history hai or na main 14 march ke baad se kahi bahar nikli hon ghr per hi hon. Mujhe samaj nahi araha ke phir kyu itne weakness hai esa lgta hai jese body k ander bht kamzori si feel horahi hai soohne ka dil chahta hai lekin neend nahi ati or 4 baje tak jagtiho phir uske baad sohti ho to darmyan main beta feed mangta hai to use feed krwati or har wqt sir ke ek side per dard rehta hai kabhi right side per to kabhi left ki trf. Plz mujhe bataye ke kiya reason hosakta hai or ek baat or ke mujhe kuch din se sir main halke chakkar se atey hain like 1 sec k chakkar or phir main normal hojati ho esa 2 ya 3 din pehle 3 se 4 dafa howa tha abhi kal se itne to mehsoos nahi horahe lekin kabhi ek aad dafa chakkar sa ata hai. Abhi halaat

Homeopath in Khanewal - Dr. Muhammad Mohsin Shah

Dr. Muhammad Mohsin Shah - Homeopath

DHMS, RHMP | Khanewal

review-stars

279 Positive Reviews

wa alekum assalam
homeopathic medicine se ap jaldi theek ho sakti hen.
mashware k liyay rabta karen 042-32591427,


0

0

General Practitioner in Karachi - Dr. Warda

hello dear.
every seasonal flu isn't COVID19.
u are have sinusitis which is causing such symptoms.
take tablet softin-F 60mg at night for next 7days.
take warm water steam with menthol drops like vicks for 10min daily twice a day.
drink plenty of water daily , and take healthy diet.
for weakness and vertigo consult GP in person after lockdown.
take care!


0

0

Member

Member


A.o.A mam..
Sir exercise krte waqt mere gardan mein pain start ho gya or wahan pur ak gadood type ban gae mjhe smjh nh aa rha k achanak kiya ho gya h ye masla taqreeban 5 din se h plz ap mjhe guide krain k ye q huwa h?

2 years ago

Member

Member


hi

2 years ago

Attach Photo here: