Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Female, 35 years old, Karachi
Salam 15 jan meri LMP thi march ya april mein mujhey left side abdominal pain hua aur mujhey swelling feel hui tab laga pregnancy ki waja sey hai.phir 15 may ultrasound mein baby ki heart beat nahi thi tou 16 may D&E hui. Ab 2 days sey mujhey phir left side abdominal pain hai bhaari bhaari sa feel ho raha kabhi eysa pain hota jese periods start sey pehley.aur urine pass karna ho tou bhi presure feel honey lagta hai morning mein.plz mujhey bataein k general physician ko dikhana chahiye ya gynaecologist ko?? Mujhey throat bhi dry feel hota hai kisi time mouth dry nahi. Ya mujhey yeh bata dein k kounsey test karwaney hongey k meri problem clear ho.